Lyrics – Delhi 6

By Lildisnie - Last updated: Monday, March 2, 2009 - Save & Share - One Comment

I have heard these 4 songs least 20 times each today and just fell in love with the music and also lyrics.. some lines that will just make you fall in love with it too ..

Masakkali:

Aye Masakali MasaKali, UD MataaKali MataaKali, Aye Masakali MasaKali, Ud Mataak Kali Mataak Kali, Aye Masakali Masa masa MasaKali, UD Mataak Kali Mataak Kali, Hawa se Jud Ada Se Ud, Purr Bhuur bhurrr Phuurrr, Tu hai Hera Panna Ree

Dekhade thenga In sabko jo udna na jane

Tujhe kya gum tera ristha, Gagan ki basuri se hai , Pawan ki guftagu se hai , Suraj ki roshani se hai

Rehna Tu:

Rehna Tu , Hai Jaisa TU , Thoda sa dard tu , Thoda Sukun, Thoda sa reshma
Tu humdam , Thoda sa khurdura, Kabhi daud jaye, Ya lad jaye, Ya khushboo se bhara

Tujhe badalna na chahoon, Rati bhar bhi sanam, Bina sajawat milawat, Na jyaada na hi kaam Haath tham chalna hi , To dono ke daye haath sang kaise

Ek daaya hoga ek baaiya hoga, Tham le haath yeh thaam le, Chalna hai sang tham le

Genda Phool:

Saas gaari deve, Devar saamjha deve , Sasural Genda phool

Saiyan hai vyapaari, Chale hai pardesh, Suratiya nihaarun , Jiyara bhari hoye , Sasural Genda phool

Busshirt pahene , Khayike Beda Paan, Pure raipur se alag hai , Saiyan ji ki shaan, Sasural Genda phool

Arziya:

Arziyaan sari mein chehre pe likh ke laaya hoon , Tumse kya mangu mein tum khud hi samjah lo ya maulaaaa…. Maula Maula Maula Mere Maula

Dararein dararein Bandhein pe maula, Maramat mukdar ki kar do maula, Mere Maula

Tere Dar pe Jhuka hoon Meeta hoon bana hoon, Marammat mukdar ki kar do maula, Marammat mukdar ki kar do maula

Jo bhi tere dar aaya, Juhkne jo sar aaya, MAstiyan piye sabko , Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya, Juhkne jo sar aaya, MAstiyan piye sabko , Jhoomta nazar aaya

Pyaas le ke aaya, Dariya woh bhar laya, Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya

Jab teri gali aaya, Sach tabhi nazar aaya, Mujhe mein woh khusboo thi , Jisse tune milwaya

Sar utha ke mene to kitni khwahishe ki thi, Kitne khwaab dekhe the kitni khosishe ki thi
Jab tu rubaru aaya, Jab tu rubaru aaya Nazarein na mila paya, Sar jhuka ke ek pal mein
Sar jhuka ke ek pal mein , Mene kya nahi paya


Posted in movies • Tags: , Top Of Page

One Response to “Lyrics – Delhi 6”

Comment from andry
Time May 7, 2009 at 11:31 am

PmJDUM comment5 ,

Write a comment